Re: Sharmeen Obaid’s new Saga
app jaisay bhoolya logon kay liye wohi sach hai… jo appko dikhaya giya hia…jo log sach janty hain.. unko pata hai… aesa koi mawad wahan par post nahi hota tha… balky critical batain hoti thi.. jo kay iss mulk ko taqatwar ashrafia kay liya na qable qabool hia…
app jis bhainsay ki baat kar rahi hian..uska account ko LEA walaon nay namos risalat dal kar uss par ilzam lagay… doran e hirasat..
jistarah Mishal Khan ki fake profile bana kar usko qatal kiya giya
Ahmed Noorani
Zeenat Shehzadi
Ali Sajjad Shah (recent disappearance) and this list keep growing…