Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai
Biwee Sahiba jawab deney kay bajaye apna sar dheerey dheerey nichey karney lageen.
Shohar nay thandi saans lay kar kaha, "Main jantaa tha kay tum merey elawa kisi sey pyaar nahi karti ho, isi liye apna sar nichey kar rahee ho."
Awaz aayi, "Nahin, aisi baat nahin hai, main count kar rahi thi, waisey aap pareshaan na hoon, spinner ko new ball nahin dee jati."
To aap kya spinner hain?