Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

Eik spinner bowler bhai sahab apni suhaag raat ko dulhan sey poochnay lagay, “Tum nay zindagi main merey elawa kabhi kisi aur sey pyaar kiya hai?”

Biwee Sahiba jawab deney kay bajaye apna sar dheerey dheerey nichey karney lageen.

Shohar nay thandi saans lay kar kaha, “Main jantaa tha kay tum merey elawa kisi sey pyaar nahi karti ho, isi liye apna sar nichey kar rahee ho.”

Awaz aayi, “Nahin, aisi baat nahin hai, main count kar rahi thi, waisey aap pareshaan na hoon, spinner ko new ball nahin dee jati.”

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

Yaar, meiN abb Fast bowling department meiN shift honay ka soch raha hoon.
(Batting ka tow poochtay hee nahiN, zalim loug)
Thanks for the info :bummer:

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

thats bad ......:D

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

:D

Bizz Jee, aap to retire hogaye thay. Yeh achaanak sey dhamaaka? :smiley:

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

retire nahi bhai un per match fixing ka case tha

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

Match fixing.........match fixing? Dokhi Jee, aap cricket kay baray mein baat kar rahey hain? Acha acha, mein......mein......mein woh, mein samjha kay......acha acha, sahih hai. :D

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

I like

Dhobi bhai, aap kee dukan bandd kerwa doonga, agar retirement kee baat kee tow :p

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

:rotfl:

Arey Bhai aaram sey, aaram sey. Zaada uchal muchal na karein, meri dukaan band hojaye gee. Tassallee sey baithein aap. :smiley:

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

To aap kya spinner hain?

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

Bibi merey chootay chootay teen masoom bachay hain. Meri jaan choor dee jiyey. Baree meharbani aapki. :D

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

aji hum kaha aapki jaan ke peeche pade hain.hum ne to aap se ek maasoom sa sawal poocha tha.waise aap ke maasoom bachay bilkul aap ki tarah hi masoom hain yah bhot shaitaan hain

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

Jahan tuk aapkay sawaal ka taaluq hai, hamein har match mein nayi ball milti hai. :p

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

aur abhi tak kitane naye match khel chuke hain aap?1,2,3, ya 100:D

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

:)

her spinner yahi samajh ta hai

Re: Shareef logon per zulm ki intehaa? Satiya-naas! Kaisa zamana aagaya hai

kai baat hi hahaha new baal nahi di jaati sahi jaa rahain hain :)

:k: