Share your biggest achievement(s) of 2009


**
wow...mashaa Allah...sach kahaa u ne k maaN se barh kar dunyaa meN koi nahiiN isii liye islaam meN maan kaa darjaa baap se ziyaada hai...ek Hadees shareef emN aayaa hai k Huzoor saws se kisi baddu ne poochhaa k vo kia nek kama kare to bataayaa k jaao maaN kii Khidmat karo...phir poochhaa k aur kia karuuN? to bataya dobaarah k jaao aur maaN kii Khidmat karo...aisaaa teen baar kahaa...chauthii baar farmaayaa k jaao baap kii Khidmat karo...iskaa matlab yeh huaa k maaN kaa darja baaps e 3 guna aziyaada hai. maan ke paauuN ke neeche jannat hai aur qayaamat ke din bande apne baap ke naam se nai bal k maaN ke naam se pukaare jaayeNge.

mujhe bahooot Khushii huii yeh jana kar k tum Holland men rahtii ho phir bhii urdu boltii ho...bahot baRii baat hai...keep it up :)

wow...mashaa Allah...tum bahooot zaheen hogii aur apRhne meN bahooot achchhii tabhii to u ko full scholarship mili...mubaarak ho...to kia paRhne kaa iraada hai? wish u all the bestest :) Allah tumko kaamiyaab kare...aameen :)**