Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
hur koi dil ki huthaalili pur hay sehra rukhay
kissay sairaab kuray woh kissay piaasa rukhay
tuman umr kon nibhaata hay taaluq itna
ay meri jan kay dushman tukhay Allah rukhay
humain acha nahi lugta koi bhi humnaam tera
koi tujh sa ho to phir naam bhi tujh sa rukhay
dil bhi pagul hay jo us shuks say wabasta hay
jo kissi aur ka hoonay day na apna rukhay