Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Here's one of my fav's:
Bakhsha hai thokron nay sambhalnay ka hausla
Har hadsaa khayaal ko gehraayee day gaya
Some are really nice esp:
Sirf haathoon ko na daikho kabhi Aankhain bhi Parrho
Kuch sawaali barray khuddar hovaa kartay hain