Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Main nay samjha tha kay tu hai tu daraksha(n) hay hayat
Tera ghum hai tu gham-e-dhar ka jagraha kiya hai
teri surat say hai alam main bahroo(n) ka sabat
Teri ankhon kay siva duniya mein rakha kiya hai
Tu ju mil jaye tu taqder nigoo(n) ho jaye
Yoon nah tha may nay faqat chaha tha yoon ho jaye