Main Nazro’n Pe Jami Nazre’n Jhukana Bhool Jata Hoo**
**Shararat Le K Aankho'n Main Wo Uska Dekhna Tobah
Re: Shararat :P
Ye to wohi situation hai jo Hasrat Mohani ke sath hui thi:
Khench kar parde ka kona dafatan
Wo daanton main parda chabana yaad hai
Re: Shararat :P
Ye to wohi situation hai jo Hasrat Mohani ke sath hui thi:
Khench kar parde ka kona dafatan Wo daanton main parda chabana yaad hai
Nice:)
Re: Shararat :P
Wow.
Re: Shararat :P
Ye to wohi situation hai jo Hasrat Mohani ke sath hui thi:
Khench kar parde ka kona dafatan Wo daanton main parda chabana yaad hai
lakin mujy ese log ache nahi lagte jo apni thakan
duron ke khubsurat chehre pe utarte hein:o