Sharam Kar, Hayaa Kar!

What are the actions in your culture, which attract lines like ‘sharam kar’ ‘hayaa kar’, etc?

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

.
Isn’t sharam our feeling towards anything/action ? :hmmm:

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

you mean reaction?

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

  • PDA
  • Swearing gandi gaaliyan
  • Disappointing parents with not achieving your life goals or talking back
  • Not changing the channel when sitting with family and an R-rated scene comes up
  • Getting overly excited, commenting in luch** shayari thread

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

Sharm hogi to karonga na… :cobra:

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

Iss main kiya burai hia… :hmmm: sharam dekhny walaon ko aani chahiye… khud to aesi harkatain band kamray main karty hian… dosron ko khullay aam karty hoye dekh sharam aatai hia… hypocrite log… :hehe:

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

sharam kar haya karr…hun khandy e jana ay?:hoonh:

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

pehli baat tu yeh ke Islam main mana hai.

dosray, I didn’t specify karna ya dekhna. Dono hi sharm wali baaten hain. :emmy:

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

Nahi G…

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

mahool pe lagta hai mahool ka asar ho raha hai.

and then there is, “sharam karo munna dekh lega”. :hypo:

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

yaani aap uss thread ke poster ko keh rahi hain 'sharam kar, hayaa kar'

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

ager sharm hi karo gay to munna dikhay ga hi nahi… :hehe:

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!


jab koii insaan tahzeeb se girii huii yaa mazhab ke silsile se koii bewaqoofii kii baat kare to kahte haiN k "sharm kareN, Hayaa kareN!".

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

Jiske dil main chor hai, usko pata hai aur hume bhi pata hai.

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

kia meri kisi video main kasar reh gaye thi? ajj yeh sunnay ko mil raha hia....

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

examples will help

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

what about this 'jis ne kiye sharam, uske phoote karam'?

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!


koii aise kapRe pahne jo samaaj meN raa'ij na hoN yaa jo islaamii pahnaave ke mutaaraadif ho...yaa, koii laRkiyoN par jumle kase...yaa, koii mehmaan bilaa takalluf mezbaan ke ghar meN apnii 'Khaatir apne haath' ke taHet khaane peene lage. lol

yaa, koii baRe miyaaN 16 saalah do-sheezah se nikaah kii baat kare! :D


lol...yeh to khaane peene ke silsile se jab koii takalluf [sharm] kartaa hai tab kahte haiN. it's just a phrase and not an advice.

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!

Khan Sb... pehly to app mujhy gher islami pehnavon kay baray main batain.... tafseel say....

Re: Sharam Kar, Hayaa Kar!


lol @ tafseel se...agar tafseel se bataayaa to hamaaraa vuzuu TooT jaayegaa ;) :p :D

ijmaalan arz karuuNgaa k har vo pahnaava jo mard aur 'aurat kaa satar na Dhake.