Ek Sharabi taza khoodi howi qabar ke paas se guzar raha tha ke achanak uska pair phisala aur wo qabar main gir gaya ..aur behosh hogaya ..
Utney main wahan se kuch sharaabi aur guzar rahe they un logon ne dekha aur kaha ke kya zamana agaya hai log murdey ko qabar main tu daaltey hian per Matti daalne ki fursat nahi aaj kal ke logon ke pass…Aur un logon ne badi aqeedat ke saath qabar per mitti daali aur qabar barabar kardi ..
:halo: