AQ
1
I mean passandoN kaa saalan… just wanted you to click 
acha I read Lafanter’s suggestion to add sabzi or chicken in passanday if too much salt has been put…
I was like what’s up with that dude? pretty innovative 
so, let’s create innovative dishes to see who comes up with the most unique one…
I will start with… Chik peas in Mash kee daal… how would you find it?
Reha
2
Re: Shar PasandoN kaa Saalan
What about tuna...desi style?
UZ
3
is ke saath imodium yaa peptobismaal bhi rakh lena 
Innovative dish saag keema 
UZ
4
Tuna ki biryani my mom makes it 
AQ
5
Re: Shar PasandoN kaa Saalan
I am sorry… by innovative I mean weird dishes 
UZ
6
Like karelay and maash ki daal
bana ker dekhna and phir batana phir mein try karoon gi
Mirch
7
Re: Shar PasandoN kaa Saalan
Karailoon key kheer. 
machli kay pa-a 
khumbion kay shami kababs 
AQ
8
maash kee daal bharay karailaY 
use existing ingredients please 
UZ
9
yeh kaya hai 
Mirchi bhaii achli ke paair kahaan hotay hain
Kareleon ke chilkon kaa salan khraab ho to kheer ban jaati hai
AQ
10
Re: Shar PasandoN kaa Saalan
Ume- Khumbi is Mashroom
UZ
11
Ume- Khumbi is Mashroom
ohh acha its not a new thing potaoe ke cutlets mein mushroom pees ker dalay jaa saktay hain :p
UZ
12
chalo AQ start experimenting kal poochein dal bharey kareley kaisay baney 
IS
13
Re: Shar PasandoN kaa Saalan
machli aor chiken ka barin masala
Mirch
14
Darya main aag lag ja-a toh machlian darakh par char jatee hain , agar un kay pa-a nahi hotay toh kasay charhtee hain. 
Seal is a fish and it has feet.
UZ
15
wah wqah kaya idea jo chicken kaa brain khaaye gaa woh chicken hi ban jaaye 
Seal ke feet kaa salan yummy kabhi banaye to bulayein mirchi uncle
Gina
16
fish kheer! gross
Haleem with mushrooms gross
egg nihari gross
AQ
17
nakhray dekho… agar sub hee gross hai tau khaao gee kiyaa?:aq:
Gina
18
No nakhra's! I'll stick to my daal/sabzi shukria!
Mirch
19
Chanay key daal kay koftray ya besan key kheer.
AQ
20
put some nihaari kaa shorba in there 