Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
AaNsu’oN ko aaNkhoN kee dehleez par laaya na karo
ApneY dil kee haalat kissi ko batayaa na karo
Loug muthee bhar namak liYe ghoomteY haiN
ApneY zakh’m kissi ko dikhaaya na karo
Allah Hafiz ![]()

sirf barasna hey ya garaj na bhe hey SAJAL
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
kiya yahan bhi shar o shaiirrii shooroo ho gaeee
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
![]()
its,
Cheray pay meray zulf ko bikhrao kisi din
Kya rooz garajtay ho baras jao kisi din,
Raazoon ki tarah utroo meray dil main kisi shab
Dastak pay meray hath ki khul jao kisi din,… …
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
^^achcha aisa hee hoga shayad
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
shikra aur shairi eek
waisey bohat acha shair hay :k:
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
sajal aunty remember :D?