Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

AaNsu’oN ko aaNkhoN kee dehleez par laaya na karo
ApneY dil kee haalat kissi ko batayaa na karo

Loug muthee bhar namak liYe ghoomteY haiN
ApneY zakh’m kissi ko dikhaaya na karo

Allah Hafiz :wave: