Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Laakh doori ho magar Ehd nibhaataY rehna
Jub bhee Baarish ho mera soug manaatay rehna

Tum gaYe ho tau sar-e-shaam ye aadat Thehri
Bus kinaaray pay khaRay haath hilaatay rehna