Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

munnay ki batein barri hain, aja mai bhi daykhoun abb
boulta bohut hai, aja mera paas aa kuch mai bhi sikhaouN abb
EMM tou EMM hai aur Waqi sirf waqi hai yahan GS par..
rounay ki batein chud abb, mood hai mera tujhay hansoun abb :smiley: