I am a ghreeb in America and in Pakistan Alhamdullilah ghareeb nahi kaha ja sakta, buhat seo se behter halat hain MAGAR jab 6000 se above sirf bijli ka bill ata hai na sari ehtiaton ke bawjood tu bhai bilbila uthtey hain I was in Pakistan and try to use minimum electiricty all the time and believe me in that month bill was above 2000 then last month. Over here in united states if I statrt using one bulb less I can see and difference in my bill there will be reduction in usage and my payment also but in Pakistan ju ker lo kami nahi honi ziadti hi honi hy ju becharey ham jaisey ayhtiyat kerin tu unhin yeh keh ker ke zaroro churi ker rahy hun gey bill tu pura hi bhyju bhyj daity hain. Khuda ki qasam khaty peety ghranon main Dal Roti chalana mushkil hu giya hai.
My youngest brother ko Master’s kiey do sal hu giey abhi tak kisi channel ne ghas nahi dali:DAik bhai waqeel hai dosrey do prvate com[nies main job ker rahy hain baqo wakeel ke ab ahuzoor ne imandari ka beej aisa boya hai koshish ke bawjood zalim sirf kamney wala wakeel nahi ban sakta:D
mera internet Allah ke hukam se free hy tu log samjhty hain pata nahi kitna paisa hu ga is ke pass ju yun online rehti hai:hehe:
Jab pata chaley ghareeb khatoon hain MSN per aey ke taqazey khatam hu jaty hain
Khair yeh tu aam logon ki bat hu gai bas mian aisa hi hai chalta hai chalta rahy ga aur aik aur raz ki bat bataon mujhy tu Food Stamps tak dainy se inkar ker diya Americans ne
phir bhi main Paistani hukam k emuqably main in ko behter hi samjhti hon ke woh procedure sirf mery liey hi nahi sab ke liey aisa hai log aram se hasil ker laity hain mery liey on k aitna lamba processes roz wahan ja ker tafteeshi afsar ke samny swal jwab tang a gai thi mera temperament nahi so bhugat rahi hon:hehe:
Hasan Nisar ke barey main mera nahi khiyal woh kahin se paisey lyta hai han ju os ka haq he akhbar walon se zuroor bas aap jaisey khamkhwa mukhalifon ko ya wijibulqatal ya bas Dollars lainey waley America se likh daity hain:p