Shama jiss aag may jalti hai nimaysh kay liye
Hum ussi aag mein jal jatey hain gumnam say
Jub bhi aata hai mera naam tere naam kay saath
Jaanay kyun log meray naam say jul jatay ahin.
Shama jiss aag may jalti hai nimaysh kay liye
Hum ussi aag mein jal jatey hain gumnam say
Jub bhi aata hai mera naam tere naam kay saath
Jaanay kyun log meray naam say jul jatay ahin.
Re: Shama jiss aag may jalti hai nimaysh kay liye
thoRay saY jal kukraY asha'r haiN :p
waisaY, I always have pronounced and read it "numaaish".... never knew that NOON can have a "zer" too instead of "pesh" ...
Re: Shama jiss aag may jalti hai nimaysh kay liye
khush fehmi ![]()
hahahaha yeh inka brummie accent hai … urdu bhi nahee bakhstay ![]()
Re: Shama jiss aag may jalti hai nimaysh kay liye
EMM, lagtaa hai aap tau poetry forum hee ehsan unkil kee wajah say aati haiN :)
waisaY aaj kal danial naheeN nazar aa rahai 'ehsan forum' maiN ... kuch aur loug (read moderators) bhee aa jaataY thaY issi bahaanaY... achaa sign thaa... naraz haiN kiyaa:)?
Re: Shama jiss aag may jalti hai nimaysh kay liye
thoRay saY** jal kukraY** asha'r haiN :p
:D aik arse baad ye lafz suna hai(mera matlab parha hai)