A song from a movie Jism… hope you you will like it…
Shakiyat hai, Shakiyat hai
Mujah ko dil say ya he shakiyat hai
Jo is ko mil nahi sakta koyoon us ke chahat hai
Mujah ko dil say ya he shakiyat hai
Tukroon tukaroon main mujaha say rooz milnay walay soon
Jaab mukamal nahi milana tu koyee khawab na bun
Tanha tanha hoon main mujahay tari zaroorat hai
Mujah ko dil say ya he shakiyat hai
Ya tari zulfain tari ankhain uff ya tara pay rahan
Aur ya khushboo main makhata guar badan
Janta hoon main ya kisi aur ke amanat hai
Mujah ko dil say ya he shakiyat hai
Bin taray mujah ko zindagi say khouf lagta hai
Qistoon qistoon main mar raha hoon rooz lagta hai
Is liya mujah ko apni zindagi say nafrat hai
Mujah ko dil say ya he shakiyat hai
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
shikayat hai shikayat hai ........... duniya say shikayat hai ?
dilsay ji itni shikayaatien na karain koi faida nahin !!
[/QUOTE]
theek kaha mujah say shikayat ka koyee faida nahi......