Shak

Re: Shak

jii, bilkul bajaa farmaayaa aur yehii baat kaafii saraaHat se maiN ne apnii post #7 meN bayaan kii thii…shakki mard dusroN ko aur shakki aurat apne aapko barbaad kar detaa/detii hai! :frowning: