| Shair billi kuttay :p just kidding here are a few:
Khamoshi keh rai hai kaan main kia… Tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaye |
Re: Shair
nice :k:
Re: Shair
Hamare sabr ka imtihaan na lijiye,
Hamari khamoshi ko saza na dijiye,
Jo aapke bina jee na sake,
Unhe jeene ki dua na dijiye......
Band hoti hui us aankh main woh shakhs aa samaya
phir aaankhon per se uth gaya palkhon ka ghana saaya
Na ruswai ho gi na badnaam hoon gay, magar dil kay jazbay tere naam hoon gay, na khat ho ga na peghaam hoon gay, magar dil kay sajday tere naam hoon gay