saadagii par us kii mar jaane kii hasarat dil me.n hai
bas nahii.n chalataa ki phir Khanjar kaf-e-qaatil me.n hai
suna hay rubt hay us ko kharab haloan say
so apnay aap ko burbaad ker kay daikhtay hain
socha nahin acha bura, dekha suna kuch bhe nahin
manga khuda say raat din teray siwa kuch bhe nahin
saza yeah de hay kay ankhoan say cheen le neendain
qasur yeah hay keh jeenay kay khawab daikhay thay
sare cheezain he badal keh reh jayain
ik asa hunar bhe ejaad karun
meray lofzoan say asar nikal jayae
koi jhwahish jo teray baad karun
suntay hain keh mil jate hay her cheze dua say
ik roaz tumhain mang keh daikhaiin gay khuda say
sub say rishta hay mera aur kisi say bhe nahin
kis qadar apnay khuda ki tarah tunha hun main
sonay nan dain ge chandani ratain usay kabhe
itne kasak us kay dil main choar jaun ge
samandar main utarta hun to ankahin bheeg jate hain
main ankhain us ki perhta hun to ankhian bheeg jate hain
main sara din buhat masruf rehta hun magar yun he
qadam chukhat pay rukhta hun to ankhain bheeg jate hain
[QUOTE]
*Originally posted by tunhaye: *
samandar main utarta hun to ankahin bheeg jate hain
main ankhain us ki perhta hun to ankhian bheeg jate hain
main sara din buhat masruf rehta hun magar yun he
qadam chukhat pay rukhta hun to ankhain bheeg jate hain
[/QUOTE]
janab aap ak sath posting na karain ak kay baad dosara koyee post karay ga phir aap karo... will be more fun....
Suno aab tu qayamaat agaye hai
main kab ka aap sey bichara hua hoon
main ro sakhta hoon iskay ghum main lekin
samundar ki tarhan tehera hua hoon!!
sara sheher us ke janazay mein tha shareek
tanhaiyoon ke khauff se jo shaksh mer gaya
saaf zaahir hai nigaaho.n se ki ham marate hai.n
muu.Nh se kahate huye ye baat magar Darate hai.n
shaam ke surmayeen andheroon mai
yun mere dil ke daagh jalte hain
jaisi parbat ke sabz pairon pe
barf ke baad dhoop parti hai
jaise sehra ke rait urh urh kar
ajnabi ka tawaf karti hai!
thats really nice monasha :k:
Saaqii kii har nigaah pe bal khaa ke pii gayaa
laharoN se khelataa huaa laharaa ke pii gayaa
bekaifiyoN ke kaif se ghabaraa ke pii gayaa
taubaa ko toR taaR ke tharraa ke pii gayaa.
(Jigar Moradabadi)
sher
Saaqiyaa tunz naa kar chushm e karam rehnay day
Meray saaghar main agar kam hai tau kam rehnay day
saya bhe saath jub chor jayae ase hay tunhaye
rona chahun to, ansu nan ayain ase hay tunhaye
wasay dilsay main nay is liyae itnay saray asaar seen say likh dalay kay aur koi tha he nahin reply kernay wala and wale. agar bura laga to bande mazrut chahte hay.
Annkay
Annkoo say bara koi mosaveer nahee Abid
Asskhoon say jo jazbat key tasverr bana day
good
nice 1 dilsay keep it up from rose
:)