shair o shairi

**thankoo so much Na’man and MKD…****haN na…Dar ke mujh se dum dabaa kar bhaag gayaa…Darpok kahiiN kaa :cb:

wow…zabardast…maiN samjhaa thaa k aapne ek she’r kaa kahaa thaa…ab andaaza huaa k aap ek Ghazal yaa ek nazam kii baat kar rahii haiN to Theek hai maiN insha Allah ek nazam abhii aapko sunaataa huN…ok?

ek nazam bachchoN ke liye:

bachche kii du’aa by 'allamah Iqbal:**