Good luck ![]()
**wow! great thread…aapne to sunaayaa nahiiN koii she’r…maiN ne ek she’r sunaa diyaa ![]()
meraa she’r kidhar gayaa? rassi toRaa kar bhaag gayaa? ![]()
**
vo she’r to mujh se Dar kar bhaag gayaa…ab ise laayaa huN pakaR kar…ise hii dekh leN ![]()
.
Thanks
hahaha lagta hai bechara bhag gaya thaa ![]()
wah wah wah janab kia khoob shair ha … zabardast :k:
Please more .
**thankoo so much Na’man and MKD…****haN na…Dar ke mujh se dum dabaa kar bhaag gayaa…Darpok kahiiN kaa ![]()
wow…zabardast…maiN samjhaa thaa k aapne ek she’r kaa kahaa thaa…ab andaaza huaa k aap ek Ghazal yaa ek nazam kii baat kar rahii haiN to Theek hai maiN insha Allah ek nazam abhii aapko sunaataa huN…ok?
ek nazam bachchoN ke liye:
bachche kii du’aa by 'allamah Iqbal:**
It's ok ghazal, nazam ya shair suna sakte hain koi restriction nahin hai :)
**
ok mem saab
thankoo for clarification
to ab maiN deevaan hii le kar kiuN na baiTh jaauuN hahaha
**
bohot hi acha idea hia..
to issi idea ki hosla afzaiee keh liye.. hamari taraf say aik shair pesh-e-khidmat ho.. :)
poora suniya gaa.. :)
Re: shair o shairi
very nice esp the second one :p
Re: shair o shairi
ji thanku thanku.. ![]()
aahista aahista aur pesh hongay.. ![]()
aab bhi kuch peeshiyey ![]()
waah janaab, waah...aapne is she'r o shaa'irii kaa ruKh urdu shaa'irii kii duusrii sinf kii taraf moR diyaa ya'nii mazaaHiya shaa'irii ya'nii Hazal-goyii kii taraf. meri taraF se meraa hii ek mazaaHiya she'r pesh-e-Khidmat hai, mulaaHizah farmaaiye: