Shair mukamal kerain !

Re: Shair mukamal kerain !

Gar Hus'n hai maYaar tau kiouN ChaaNd hai Akaila
PhirtaY haiN Meer khuaar aur Farhaad hai Akaila :D

Iss BaY Aab-O-GeYah sehra maiN kaun phir rahaa hai
kaun har dum pukaar raha hai: Lailaa!! Lailaa !