Ek Darakht Hai Teri Yaad Ka Jo Murjhaye Ga Na Kabhi
Meri Aankhe Jo Paani Rooz Is Ko Deti Hein
Re: Shair for the pic
aap kee aankh na howeee samander ho gayee. ![]()
Re: Shair for the pic
Mairay Dil kay neem WaaN dareecchoN maiN
Tahr gia hay tairay Intizaar ka mosam
![]()
Re: Shair for the pic
KhizaaN rakhay gi DarakhtooN ko bay samar kub tak
guzar he jay gi yah rut bhi Hosla Rakhna
