Shahi Angooti barae farookht

Is angoothi ke khaseeyat yeh hai keh yeh hamari khandani warasat hai.Yeh haray dada jaan say hote hue hum tak pohanchi hai:shikra:
Khalis chandi ke angoothi main atishi rang ka almas hai jo ke itnay baras guzar jane ke bawajood bhi hamari khoobsurti:shikra: ke manind kayam hai.Shahi Nilaami main boli lagaiye .Is say hasil hone wala sari dolat ghareeboon main takseem kar de jai ge.Waisay ho hamari hukumat bohat khushhaal hai aur gareeb dhoondnay ko nahi miltay.

Nilaami Shuroo kee jaaee!!!

Awaaz buland keejiye:shikra:

Re: Shahi Angooti barae farookht

AIK dollar

Re: Shahi Angooti barae farookht

dau roopay bara aanay!

:aq: aap kya meethi golliyoon ke neelami pe aai hain?

:mad:

Re: Shahi Angooti barae farookht

dau roopay bara aaney ...............AIK
dau roopay bara aaney ...............DO
dau roopay bara aaney ...............TEEN

SAJAL KO BOHAT BOHAT MUBARAK HO. SHAHI ANGOOTHI AAPKI HUI!

Re: Shahi Angooti barae farookht

Kiya waqt aa gaya hai, jail mein paisay khatam ho gaye toh angoothee bech rahein hain. :hehe:

Re: Shahi Angooti barae farookht

^ Abhi tou angoothi hai, bohat jald inka shahi libaas bhi utrey gaa :D

:smilestar: mere multis aur maine abhi booli nahi lagai
:emmy:

:snooty: 10 riyals

Re: Shahi Angooti barae farookht

tou aik hi baat ko 2 dafa kahney ki kia zaroorat hai :smiley:

Waisay bhi, tum ney bohat der kar dee, meney aik do teen kaha tha. Asal auctions mein bhi aisa hi hota hai, jo sota hai, woh khota hai (khota = loses :halo: )

:o aap ne shayed pehli post ghoor say nahi parhi.hum to khidmat-e-khalk karnay niklay hain:snooty:

:aj: aur yeh saltanat harari hai.hum jail main nahe hain:naraz:

:o Aik do teen kehnay ka haq sirf hamara hai

:snooty: ginti humein bhi ati hai

Woh toh kaneezon nay pehlay hee utar diya tha. :omg:

Re: Shahi Angooti barae farookht

flooder-e-azam jee yeh anghuti to meine kal dekhi thi apne kaam wali ke haath mein...yeh yaha kaise

:shikra: hum unko apni kaneez samajh kar dhoka kha gae the aur un ko angooti saaf karnay ka hukm de bethe

Yeh bankrupt king hain, inn kay haal per reham karein aur chanda dein. :D

Mera khayal hai k ab badshah salamat ko sirf aik shahi katora chahiye, chanda maangney k liye :hmmm:

Re: Shahi Angooti barae farookht

chanda nai inho ne kal se khana nai khaya kia kareininhein shaahi khana khane ki adaadt jo hai ,bohet kaha meine ke fast food ki adat dalein mager mane hi nai ab halat yeh hai ke ab na gher ke na ghaat ke ...

Re: Shahi Angooti barae farookht

Lagta hai Badshah salamat ko baarah (12) number k shahi chittar (jootey) parney waley hain :hmmm:

:shikra: khayal rakhiye ga ke yehi jootay aap he pe wapis na aa parein
Ap ke war chook saktay hain magar hamaray waar kabhi chooka nahi saktay:snooty:

Re: Shahi Angooti barae farookht

hahahaha lolz @shikra
oh na ji naaa
chittar nai litter

Re: Shahi Angooti barae farookht

:omg: