shae o shaeri :)

Bewafaa sanam sey to cigratt achee haiy,
Bewafa sanam sey to cigratt achee haiy,
Dil jalati hai, par hoton sey to lagti hay
-------------------------------------------Khud ko kar buland itnaa
Ke? Himaalaya ki choti pey too jaa pahunchey
aur khuda tumse puchey
?Abey saaley gadhey. ab utregaa kaisey

Door sey dekha to paani baras raha tha
Door se dekha to paani baras raha tha
Paas gaya. to bheeg gaya

Door se dekha to sher lag raha tha
Door se dekha to sher lag raha tha
Iss liyey paas gaya hi nahi.

Kyoon apni kabar khood-hi khod raha hai Ghalib.
Kyoon apni kabar khood-hi khod raha hai Ghalib.
La, phawda (shovel) mujhey dey.(Wah Wah)

Jisey dil diya woh dilli chali gayi
jisey pyar kiya woh italy chali gayi
dil ne kaha khud kushi (sucide) kar le zaalim
bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi

aap ney merey man sey khelaa
aap ney merey tan se khelaa
aap ney merey dhan se khelaa
well played! well played! well played!!

Mainey tujhey sau-sau khat likhey,
tuney kisi ka bhi jawaab nahin diya;
kahin terey dil mein raddi ki tokri to nahin?

ha ha nice

hahahahaha nice ones

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif



gulzamaan matka
darwaze mein atka