Shab’ay furqaaat mein har lamhay
muntaazar hokay tere qurbaat ka
dil mera . kuch aysay duha’e dayga
kay awaz yea , meray dil kee !
jahan talak be sunee jahay gee
ek hangama Aalam meinn karhay gee barpa
or her zeee rooh mere tarpnay say
mustassir hokay !
bas yeahe ehhad karkay ka dil mein
kay agar duniya mein hai
is dil ko nah baykaal rakhna
khabi duniya meinn kisi say na mohbaat karna !!
(Aliyish)
Re: Shab’ay Furqat
ummm pher mars peh toh ab logh nehe rehte 
SJ
3
Re: Shab’ay Furqat
wah jee…:k:
magar mohabat karna nahin chora kartay
buree baat hotee hai…
Re: Shab'ay Furqat
Chalaain mein na acha howa bura tu howa !
SJ
5
Re: Shab’ay Furqat
waisay achay honay mein koi buraee tu nahin…