mujpay thomaath na rakh mey sharabi nahee
woh nazar sey pilay tho mey kiya karoon.
:k:
:k:
Re: Shaarabi
[QUOTE]
*Originally posted by ~MuNiYa~: *
mujpay thomaath na rakh mey sharabi nahee
woh nazar sey pilay tho mey kiya karoon.
[/QUOTE]
Kuch nahee karo, tauba karo kyo ke sharaab peena haraam hai ;)
btw, nice and thanks for sharig !
Re: Shaarabi
kerhna kia hei pie lein
![]()
:k:
Re: Re: Shaarabi
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Kuch nahee karo, tauba karo kyo ke sharaab peena haraam hai ;)
btw, nice and thanks for sharig !
[/QUOTE]
yahan nazar sey pilanay ki baat horahai hai janab
aur aap kia janay nazar sey pilana kia hota hai ;)
and sharab ka tu ussnay khudh hi kaha hai tohmat na lagaoo !!muniya nice one !
Lamhay.. meray mooh ki baath cheen lee :k:
munh main kuch aur hota tu woh bhi cheen leti lolzzzz ![]()
:k:
wah ji wha kia kehnay:k: