Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

Neenad Aaie To Aankhoon Nay Bura Maana

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

very nice…:k:

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

baat he aaisi hai bura to maanain gi he na:) thx sannan

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

Kia kehney apke,,,Buhat khoob,,,,,

Manzar tha ik ujaar nigahon ke samney
Kia kia na rng bher diye afsoon e sham ne

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

**Shukaria Sara Gee ... Araz Gia

Hoe Shaam Aankhoon Main Bus Gia Phir Tou
Kahan Gia Meray Shahar Kay Musafir Tou**

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

Kia karain Sannan ji laut aana asan to hai nahi,,,,,

Jis pe chaltey hoye socha tha ke laut aon ga
ab wo rasta bhi mujhey sheher bader lagta hai

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

**Oohhhhhhhhh kia yaad dila dia …

Udas shamain ujar rastay kabe bolain to loot ana
Kise ke ankhoon main rutjagoon kay azab aeen to loot ana **

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

Aik bar batay na nahi aa saktey,,,, phir wohi,,,koi bat hai bhala

Kabhi safer kabhi sham le gaya mujh se,
Tumhara derd kayi kaam le gaya mujh se

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

**leekan kia karain hum bhi ......

yeh yeh kehtay uss ke ho gay
kia thay oor kia se kia ho gay**

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

oooohoo,, yeh to bura ki apney,,,lekinn,,,,,

Hum itney dukh mai bhi bikhre nahi hain
Humara haal tum jesa nahi hai

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

apke liye,,,,,,
kia janiye wo dil se uter kiu nahi jata
*ger sham ka bhola hai to gher kiu nahi jata *

batiyee zara,,,,,,

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

Kya baat hai Sannan! Hamesha ki tarah buhut hi acha :k:
Keep it up.

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

**To Sunyeeeeeeeeeeee

meri apni aur us ki Aarzoo main bas farq ye tha
mujhey bas woh, usey sara zamana chahiye tha**

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

Hmm,,,, yehi to dukh hai ,,

Chura ke hath buhat door beh gaya hai chand
kisi ke sath samandar mei dobta hai koi ??

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

**hai hai ...... kia yaad dila dia ...........

Sumandar Main Doobta Hoon to Koi Uchaal Daita Hay
Nah Janay Koun Duaoon Main yaad rakhta hay

kaisa hay **

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

Buhat Alllaaaa,,,,
yaad aaya,,,,

toofaan ke dharo ruk jao le jaoo na hum ko sahil pe
mojon ki qasam, , tofan ki qasam, sahil pe humara koi nahi

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

**nah nah aisay naheen kahtay ......... fil Badae yaad aya .........

Mojoon Say Khailtay Hoy Sahil Hameen Mila
Doobay Wohi Jo Rah Gaiy Thay Nakhuda Kay Stah ..**

Dil bhi bhuja hi, shaam ki parchaaiya bhi ho
mar jaaiay jo aisay main tanhaaiya bhi ho

dunia kay tuzkuray to dil duba daitay hain
us ka koi zikur ho to sukhn araayia bhi ho

Re: Shaam Say Unn Kay Taswar Ka Nasha Tha Itna

hmm,,,,,, yaad aaya,,,,

Acha humain bantey hoye mit'tey hoye dekho
mai mooje gurezan hi sahi abey rawan ki