aap humein karpay utar kar ghoomnay ka keh rahe hain?![]()
aap hamara itna besabri say kyun intezar kar rahe hain?kya aap ka bhi humari beizzati karnay ka dil chah raha hai mohtarma?
to kya peeli sherwani ke saath neeli sherwani ka pejama pehan lein.kuch ajeeb nahi lage ga:aq:
aap kaisay guppistani hain jis ko chust pajamay ka nahi pata:mad:
aap sab humein mushkil main daal rahe hain