woh shaakhs jo mayree pehchan baan chuka hai
woh mayree zindagee aur jaan baan chuka hai
mayra abb dour rehna iss say mumkin nahee
mai uss ka aur woh mayra saYya ban chuka hai
Woh baykhaber nahee abb mayray ahsass aur jazbaat say
woh mayree dil ki her dharkan baan chuka hai
(married)
Kabhi hamare leye bhi yahaan koi yunhi poetries share kiya karta thay … ![]()
BTW, nice poetry and keep it up …:k: