http://www.pegham.com/attachments/f133/13850d1146742088-ahmed-fraz-ka-aik-shair-farz.gif
Re: Shaakh ka kanta
Chahsma laga ker dekh lena thaa na keh kantey hain keh nahin …
Re: Shaakh ka kanta
Pasand bhi kiya tou Cactus ko …had he kerdi
..
Re: Shaakh ka kanta
Yeh woh kanta hai joh chshmey say nazar nahin aata. ![]()
Re: Shaakh ka kanta
Can’t see image.. kia shair hai?
Re: Shaakh ka kanta
mein nay jiss shakh koh pholon say sajaya tha faraz
meray seenay mein ussee shakh ka kanta utra
Re: Shaakh ka kanta
:k:
phool laina hai to kanton ka dard to sehna pary ga na :hinna:
Re: Shaakh ka kanta
Ye to boht bura huwa… sun kar afsos huwa..
Re: Shaakh ka kanta
Raart ka waqt tha, load shedding thee, kanta nazar nahin aaya. ![]()
Re: Shaakh ka kanta
Kal raat se karachi main feeders trip huwe huwe hain.. Hamare ilaq main masla nahin :halo:
Re: Shaakh ka kanta
May be, it’s natural :k: