Ek admi: o yaara yeh shaadi ke jore kahan bante hain?
doosra admi: asman par
pehla admi: o yaara humse bohat bada ghalti hogaya
doosra admi: kyon kya hua?
pehla admi: hum tou darzi ko de aya!
Ek admi: o yaara yeh shaadi ke jore kahan bante hain?
doosra admi: asman par
pehla admi: o yaara humse bohat bada ghalti hogaya
doosra admi: kyon kya hua?
pehla admi: hum tou darzi ko de aya!
Re: shaadi ke joray
Dont worry blesso wahan se b bn jaein gey jorrey ![]()
Re: shaadi ke joray
lol woh joray bante hain tou in joron ki baari ati hai.
Re: shaadi ke joray
kitna samjhdar hogya rey blesso ![]()
Re: shaadi ke joray
shukriya…hum pedaishi samajhdaar hain. ![]()
Re: shaadi ke joray
![]()
Re: shaadi ke joray
![]()
Re: shaadi ke joray
lol…why do they sound like pathans?
Re: shaadi ke joray
hmmm. Tanu keevai pata chalya si
Re: shaadi ke joray
^yaraa, ghalta ho gaya.
Re: shaadi ke joray
^ LOL. Pas to yeh sabit hua ke blessed ne pathano ka raaz khol diya. blessed aap ki iss gustakhi pe ek shair arz hai:
Bhari bazm main raaz ki baat keh di
Khata war hoon saza chahta hoon.
Re: shaadi ke joray
**waah, bahot Khoob she’r hai magar misr’a e saanii meN zaraa sii bhool chook ho gai. she’r kii asl soorat kuchh yuN hai:
bharii bazm meN raaz kii baat kah dii
baRaa be_adab huN, sazaa chaahtaa huN! **![]()
Re: shaadi ke joray
LMAO ![]()
Re: shaadi ke joray
Thanks for correction KKF, but blessed jaise ba adab ko main be adab to nahin keh sakta na.