SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :-D

Assalam-o-Alaikum

Dekhaaaaaa main nay kaha tha na kah main waapis aaongee :wink: lo aagayee..ab sab khabardaar hojain :stuck_out_tongue:

Meray bhaijan ki shaadi hogayee..ab main faarigh hoon..magar mujhay faarigh rahna acha nahi lag raha..woh jo shaadi kay hungamay ho rahay thay ussmain bara maza aaraha tha..bohat busy thee main..zidd kar kar kay cheezain lena..bhai ko tang karna..hahaha

mujhay shaadi ki pics share karnee thee magar yeh image upload work kyun nahi kar raha aakhir? :mad:

Ab kaisay dekh sako gay aap sab meri haseen pictures..hahaha :hehe:

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :-D

mubarik ho dania :)

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :-D

i thought tumhari ho gai..AKHIR KAAR......

chalo mubarik ho..

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :smiley:

meri abhi nahi hai na…INSHALLAH 2 saal baad..lekin jald hi engagement honay wali hai..isi mahinay :blush:

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :-D

ghadhay bhai kay saath ? :)

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :-D

shayad .....

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :smiley:

Congrates :slight_smile:

:bravo:

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :smiley:

:smack: main samjha tumhari shaadi ho gaee.. thanx GOD

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :-D

kisi say setting hui shadi mai ;)

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :-D

bohat bohat mubarik ho dania :)

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :smiley:

Allah Mubarak karay. :flower1:

ab hamari kab hogi? :blush:
maiN rishta bhijwaoN? :blush:

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :smiley:

:smiley: Mubarak ho Appa , Ghadaay see hoye hai na Shaadi? Allah talah ab app dono ko dhair sari khusiyan bhi day aur dhair saray chootay chootay Ghaaa,errr,Bachaay bhi day ,hehehe :blush::k: lol

Samjhi ? :clown::k:

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :smiley:

lol :stuck_out_tongue:

wohi mai soch raha tha ke, shadi ke baat to sari fursat khatam ho jaati hai :halo: :smiley:

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :smiley:

bouhat bouhat mubarak ho.. :flower2:

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :-D

Congrats.

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :-D

mubarik ho

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :-D

hello ppl,

kindah new here. so dont really know wat to say...

tell me... anything...

love

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :-D

^Wel Kum to GS n have fun

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :smiley:

Dania :dhimpak: kasi ho or kasi rahe shadi . . . . . wesay pics upload karne hai tu send it to Gizzy bhai . . . . . . on [email protected] . . . .. . . he will post u back ur pic then u can upload ur pics :slight_smile:

Re: SHaadi hogayeee..ab main faarigh hoon :smiley:

Shadi Mubarak :smokin: