Shaadi Hai...

irshaad hai..

main aap keh bachoun ki khala houn
khushbu say bari phoolon ki mala houn
thanday paani ka behta huwa nala houn
kabhi ghalati say bachay mujhay aunty na kehain
phir ghooroungi aisay keh shayad hi sahain
phir tumharay paas aakar kahain
ami ami dekho bhaow..!

:smiley: hahaha