Shaadi Hai...

Re: Shaadi Hai…

aisha u have a kid too :eek:
unkle kon MAMOONN

u can b my kids khala :slight_smile:

Re: Shaadi Hai...

hmm.. tum jo ho JJ keh bachoun ki pali pali chichi ..

sahee kaha ji.. aray sharmao nahee naa..!! :D

Re: Shaadi Hai...

:p

Re: Shaadi Hai...

Aashi sharma gayee .. aashi sharma gayee..
abhi say..! :p

Re: Shaadi Hai...

lol

Re: Shaadi Hai…

lol chichi kya hota hai ?? :o

aur kon sharma raha hai pagal!! :o …
:blush:

haaan bhi mai jia apa:p ke bachoo ki khala hoon!!!:coolios:

Re: Shaadi Hai...

:p

irshaad hai..

main aap keh bachoun ki khala houn
khushbu say bari phoolon ki mala houn
thanday paani ka behta huwa nala houn
kabhi ghalati say bachay mujhay aunty na kehain
phir ghooroungi aisay keh shayad hi sahain
phir tumharay paas aakar kahain
ami ami dekho bhaow..!

:smiley: hahaha

Re: Shaadi Hai...

lol kahan se latey ho yeh cheezein lolzz

hehe..

aasman say tapaknay say to rahee..
hum peh to nazil hoti nahee koi wahee
phir bhi baat to hai yeh sahee
keh hum jaisa duniya main koi nahee

;)

bus ji.. uper walay ka karam hai.. kabhi gharoor nahee kia :p

Re: Shaadi Hai...

jia apa :p cg bohat hi mazahiya tabiyat ke malik hai :o

mere raag abhi aanay hain audio gallery main..! raag_geela suna ?

bus jee.. kabhi gharoor nahee kia :D hahahah

naa.. jo rishta itnay pyar so jurra ho..

Re: Shaadi Hai...

cg kabhi gharoor karna bhi nahi chahiey :p