K337
January 18, 2009, 11:59pm
1
kar do ab. mera to burhapaa bhi aa gea hai.pata nahi kitnay aur din zinda rahoon
janay say pehlay Sh@z ke dulhan dekhna chahti hooncough cough
budhi
ps :Sh@z:hugz: u know its always fun to bug u with this .pinches cheeks
can i call u my younger bhai.will u accept this silly girl as u elder sister:naak:
Sheroz
January 19, 2009, 12:01am
2
Re: Sh@z ke haath peelay
Hayaaaaaa wait nt enuf…
Hayaaaaaaaaaaaaaa
I dont mind u callin me ur little bahi but callin me dhulan is
K337
January 19, 2009, 12:04am
5
Gr8Heera:
Shaz are you larka?
yes hes my younger brother:blush:
and are u a girl? i want my brother married
Sheroz
January 19, 2009, 12:05am
6
..Itni bhi kiya jaldi hai?
Sheroz
January 19, 2009, 12:05am
7
K337:
dulhan nahi Dulha:phati:
A bit too early dont u think?
K337
January 19, 2009, 12:06am
9
jaldi hai..mera burhapa aa gea hai ab to sahi say dikhai bhi nahe deta
Sheroz
January 19, 2009, 12:07am
10
Tu phir jaldi sai koi achi see ladki dhoond dooo
Pata naheen beta I’m a girl or a boy or whatever.
Kioon rishta bhaijna hai bhai ka meray liaay?
Kaheen wo tum hi to naheen jis nain meri wajah say thread lagai hai kay bhai kay liaay dost ko kaisay propose karoon. lol
Main buchchon say shadi naheen karta aur na hi gora bun gia hoon kay larka larka say shadi karay…Ewwww.
Fbi786
January 19, 2009, 12:09am
12
Re: Sh@z ke haath peelay
shaz abhi shaadi nahi karna .. shaadi kar k phass jaao ge ...........experience se boling
aur yeh larkiyan to fazool hain especially ye k337 na .. issey aur baat aati hi nahi hai . sachi baat yeh hai .. k iss ka bhuraapa ho gaya hai lekin abhi shaadi nahi hui .. to doosron ko dhakkka de rahi hai ..
Meri sari khosoosiaat tumko kahan say pata chal rahi hain BETA.
Sheroz
January 19, 2009, 12:11am
14
fbi786:
shaz abhi shaadi nahi karna .. shaadi kar k phass jaao ge …experience se boling
aur yeh larkiyan to fazool hain especially ye k337 na .. issey aur baat aati hi nahi hai . sachi baat yeh hai .. k iss ka bhuraapa ho gaya hai lekin abhi shaadi nahi hui .. to doosron ko dhakkka de rahi hai ..
, Thanks for the advice
By the way K337 i didnt knw u…
sweefs
January 19, 2009, 12:11am
15
Re: Sh@z ke haath peelay
lets put mehndi on kay! :AID:
Re: Sh@z ke haath peelay
^ us say to K kay haath laal hon gay peelay naheen.
Sheroz
January 19, 2009, 12:16am
18
^ us say to K kay haath laal hon gay peelay naheen.
translate it please!
Sheroz
January 19, 2009, 12:17am
19
Re: Sh@z ke haath peelay
Mujhe sai shaadi karogi?
Maybe this is the film i should watch?
translate it please!
Baad main na kahna samajh naheen aai.....Translation....Don't say later that I didn't understand.
From menhdi her hand will become red not Lallo.