sergoshi......

sergoshi

main nay us kay seenay pay sir rukh kay poocha
janan apnay jeewan ka who lamha to batlao mujh ko
jis kay badlay mil saktay hain sabhe sitaray mujhko
duryaoan kay saray mote
sawan ki pehli barish kay saray qatray
ujlay chand ki sare kirnain
dhurtee kay seenay say liptay sabhe khazanay
saray mausam, sabhe dua’ain
phuloan ki rangeen qabain
pattee pattee pernay wali bheege shubnam
ism-e-azam

main nay us kay seenay pay sir rukh ker poocha
janan apnay jeewan ka who lamha to batlao mujh ko
jis kay badlay sub kuch apna, sub kuch, sub kuch
apna sub kuch, day saktay ho
us nay mera maatha chuma aur bola jub
pehli baar meray seenay pay tum nay apna sir rukha tha

:k:..

thanx.

gr8 :k:

Re: sergoshi......

[QUOTE]
*Originally posted by ameen: *

[/QUOTE]

This is very nice....

kitna such hai is main magar
waqat hai ka har such ko
jhoot sabit karnay par tula howa hai
kitna piyar hai is main
magar tum ho ka naftart ke kasam khee hai
kitni dua hai is main
magar tum hoo ka har dua ko baad dua
karnay par tuli hoo
kitni yadain hain tari
magar tum hoo ka
bhool janay par tuli hoo

by Dilsay

:k:

wah lajawab.

wahhhhhhhh
zabardast :k:
excellent.

very nice:k:

ameen aapki apni hai ye nazm? Please do tell.

Re: sergoshi......

[QUOTE]
*Originally posted by ameen: *
sergoshi
main nay us kay seenay pay sir rukh kay poocha

[/QUOTE]

yaar ameen kitna bhari sir hai aap ka

thanx to all of u.

yeah nazm mere nahin hay.