Re: Senior Member
Posted my Mountains
sano plzz moun na phairoo :jano: (idiot faris meray bhai haan, Allah unhay khush rakhain)
& Faris : Faris Bhai ya b mujay essay tang karta haa
Aaab kafee hain yeh saboot…
Pahar bhena mine aap ke saath bhai kee thara salook kiya aur aap meraa… :no:
Aaab se sumajlo ke Jang hogee!
Is se pehle ke tumhare pahar kee bulandee gir jaye…
is se pehle kee mera yaar Sannan ka dil par bharee war hojaay… apnee adaat badaldo…
Tumhare jazbaath shahee hukum ke mowtaaj hain… bhena tumharee taqaat tumharey is gunnagaar bhai ke burabaar naheen… apne aap ko sambalo.
Warna hum apne asoolo par majboor hain… Ba khuda hum mohabaath ke dushman naheen… GS ke asool se majboor hain.
Sannan
April 28, 2010, 11:24am
42
Posted my Mountains
Aaab kafee hain yeh saboot…
Pahar bhena mine aap ke saath bhai kee thara salook kiya aur aap meraa… :no:
Aaab se sumajlo ke Jang hogee!
Is se pehle ke tumhare pahar kee bulandee gir jaye…
is se pehle kee mera yaar Sannan ka dil par bharee war hojaay… apnee adaat badaldo…
Tumhare jazbaath shahee hukum ke mowtaaj hain… bhena tumharee taqaat tumharey is gunnagaar bhai ke burabaar naheen… apne aap ko sambalo.
Warna hum apne asoolo par majboor hain… Ba khuda hum mohabaath ke dushman naheen… GS ke asool se majboor hain.
Mubarak ho Faris Bhai … aap ko buhat buhat mubark ho …
Shukar hay maira peecha to chutta …
Re: Senior Member
Kisee ke dil dukhaana mubararak kee baath naheen… aab wo becharee tumhara peecha kyun kartee thee
Thum ne tho zaroor kuch keeya hoga… full story kyaa hain
Akhir ye drama saab kis waja se hoowa tha mera tho saar mien daard kardeeya
Sannan
April 28, 2010, 11:28am
44
Re: Senior Member :)
Check ur above post # 41
Originally Posted by Faris Udeen
Posted **my Mountains
**Shukar hay lagta hay challi gai hay :)
Re: Senior Member
Yeh thum dunno ne merey saar par dram karne tha na?
Bachey aur unke kaam
Re: Senior Member
Sano app ka peecha nahi chutta :jano:
Faris Bhai kal kay post check karain phir app ko pata chalay gaa k ya lafantar pan kar raha tha
aj ya iss ki saza haa :jano:
dard1
April 28, 2010, 11:32am
47
Re: Senior Member :)
sahi bhaat hai mountains aaj toh is ko theek kar ke hi rahe geh
Re: Senior Member
Lafanter bhai ko bee tum ne pechaa keeya?
Baaand kardo drama ye saab
Humse yeh gustakee bardaash naheen hosakthee hum yahan se durbar mien jahraay hain… aur habardar koy drama wahan keeya
Re: Senior Member
but King Sb, insaaf karain mujay aur D1 ko permission day k hum sanooooooooooooo ko dinner par lay jain:cb:
Sannan
April 28, 2010, 11:39am
50
Leekan main to kal say koi gustakhi naheen kar raha HooN
aap loog sirf mazaq kar rahay haiN to challo koi baat naheen …
dard1
April 28, 2010, 11:42am
51
Re: Senior Member :)
nahi sanu main koi mazak nahi kar rahi dekh main koi hnas rahi hoon i am serios
Re: Senior Member :)
Beshaak mabadowlaat ka hukum insaaf par hain... meh jahrah hoon kaam par... tum saab mazaay uraao achaa.
Allah hafiz.
Sannan
April 28, 2010, 11:50am
54
main chalta hooN dinner par leekan mairay mochooN wallay dushman Javed Bhai ko koun sanbhalay ga jo shikaiti tato haiN
dard1
April 28, 2010, 11:53am
55
Re: Senior Member :)
toh kab aap hum dono ke saat h dinner peh jah rahe hai :@:
Re: Senior Member :)
sara app shakiati tattoo ho?
Sannan
April 28, 2010, 11:58am
58
Aap sara javed ka munh band kar daiN meiN tayaar hooN par pahlay me ko uss ka band munh daikhaiN
aap khud parh laiN uss nay hazar jagah par dhamki di hay kah woh sub ko bata day gi mujh ko uss say bacha lo
dard1
April 28, 2010, 11:59am
59
Re: Senior Member :)
SHKAYTE NAHI LAGATE Bhuri bhaat
Sannan
April 28, 2010, 12:00pm
60
Bilkul darust farmaya aap nay Mountains