Sehri and Iftari Today ...

Re: Sehri and Iftari Today …

**bhai yeh sab mez pe thaa magar maiN ne to nahiiN khaayaa ziyaada kiuN k meraa roza nahiiN hotaa…bas saath detaa huN sab kaa…sawaab kii Khaatir…:slight_smile: bas ek aadh piece khaa letaa huN…maiN bechaaaraa!

gulgula is unstuffed sweet pakauRe made with guR [jaggery] and sulsula is made from maash kii daal and fried and dipped in syrup…it’s so soft and yummmy! :)**