seenay se laga teri yaad ko.....

rotay rahe hum raat ko
rotay rahe hum raat ko

haalat pe meri chand taaray ro gaaye shabnam

yea shaam ki tanhaiyaan aisay mein tera gham
patay kahin khaRkay huwa aai chonkay hum

jis rah se tum aanay ko thay, uss ke nishaan bi miTne lagay
aaye na tum sau sau dafa aaye gaaye mausam

yeh shaam ki tanhaaiyaan…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

shab-e-hijraaN charagh-e-dil jalao
bharosa kiya hai mitti ke diyoN ka

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


Koi to ho jo mere wehshatooN ka saathe ho