seekh na paya

So this is probably my first ever post in this forum. I have no knowledge of urdu prose whatsoever so i will not pretend to be a shaair of any sort. But sometimes when life messes you up like this and there is nowhere else to go then expressing yourself in words seems to be the only way out.

**

*dunya ko sikhaaya kesay mitaatay hain gham
mitaana woh gham khud seekh na paaya

socha kay aansoo bahaa kar dibo doon yeh gham
kay rona bhee kabhee seekh na paya

kin lafzoN se samjhaaoN usay jisay kia haiy naraz
woh lafz bhee kabhee seekh na paya

woh yoon ho gaiy kisee aur kay
kabhee unhay apna bhee kar na paya

sabaq aisa sikhaya gham-e-zindagi nay tujhay ai sharjeel
jo aaj se pehlay kabhee seekh na paya

Re: seekh na paya

Nice Try.. :)

Re: seekh na paya

thanks red

Re: seekh na paya

achee hai

Re: seekh na paya

wah cheegum bhai!

**socha kay aansoo bahaa kar dibo doon yeh gham
kay rona bhee kabhee seekh na paya

beautiful :k:**

Re: seekh na paya

shukriah fizatiq

thanks yaar prince, pehli baar nikli haiy dard ki awaz. baysuri haiy lekin bas haiy.

Re: seekh na paya

nice try :)