iss liye to kaptan sahib KPK janay say dartay hain kah udhar unn key Maazi key kahnian koi naheen sunnay ga aab iss ko pata lag gia kah daal kis bhao bikti hay.
Now he should concentrate on KPK and make him a model province rather then to crying in Punjab :cobra:
yaar kahani shuru hoti hay
main nay WC jitway
main nay SK banway
main nay container say chlaang lagai
main nay main …array khoucha kia main main laga rakhi hay apna kaam karo aur jao
maine motor way banaya.. maine Gazi Barotha banaya. maine metro bus banai.. maine siri pae khae.. maine lassi pi… main main hoon. main wazeer e azam hoon. main ameer ul momineen hoon. main main main main
DA you are incorrect, desert bird careers and academics mein bhi ja kar LUMS Ko MIT+Harvard+Oxford+Cambridge+imperial banatay hain regularly, aur expats Ko third class citizen Bolnay bhi atay hain. :-)
main aap ka taira vaila tavila thori hoon jo saray sections main munh marta phiroon oh hoye mujhay aur daar BIG JOKE mujhayh aap logoon ko sarany aur aaina dikhanay main buhat maza aata hay :cobra: