seasonal butchers during Baqra Eid...saRak chhaap / mausamii qasaaii

Re: seasonal butchers during Baqra Eid…saRak chhaap / mausamii qasaaii

yes…thoRaa tajraba ho jaaye to IK kii sarkaar aane ke ba’d siyaasat-daanoN kii khaal utaar kar un meN bhoosa bharne kaa kaam shuru karne kaa iraada hai…:smiley:

itne ziyaada siyaasatdaan hoNge k meraa to kaarobaar chamak uTThegaa…:slight_smile:

i’ll be hiring a few guys to help meN out in ma business…are you ready to work for me? :wink: