[radio]gjX_oYLUSY[/radio]
Jeem Raaa
Sean Kingston!
eeehhhhh
Kingston
yeh ghumma huwa hay saray logoun
saray logoun yeh ghumma huwa hai
eeehhhhh
Hayee Larki, tum kat-ti ho
khayal hai tum khatarnaak ho
tumnay mujhay khud-kash banaya
jaisey farishta-dhuwaa ho
Maiiiiiiiiiii, kabhi aisi larki say nahe milaaaaaaa (yeh pehlayy)
(tum bohut zyadah) jaisey woh batein karti hai, jaisey woh chalti hai
woh mujhay pagal kar dayti haiiiiii
kya yeh mai hun ya phir woh hai
koee tou mujhay batayee
mai apnay aap say batein kar raha hun
SABR!! yeh koee makhoul nahee hai
Tum mujhay Fabolous ki tarha acha karti ho and saaf karti ho napkin ki tarha
chalo chalein!!
Tum bohut zyadaaaaaaahh sohni larki ho
tum bohut zyadah sohni larki ho
issi lye yeh kabhi kaam nahee karay ga
tum nay mujhay khud-kash bana dya thaa
jab tum kehti ho yeh khatam ho gaya
sala! itni sohni larkyaannn
woh sirf chahteen hain tum kitchen ka kaam karou
woh tumhay khud-kash bana dein geen
jab woh tumhay bhai kehti hainnnn
tum buss bohut khoobsurat ho
meri list ki larkyoun may pehlay number par
tumhay maloom hai tum mujhay maar rahee ho
meray bazoo par katay huwey nishaan daikh rahee ho
Pagal! mai kya lagta hoon??
mai bohut bz hun apnay kaam may
yeh katay huwey nishaan pyaas kaatnay kay hain
aisa koee chakkr hi nahee mai apnay aap ko tumhari khatir marun
aur agar mai khud-kashi ka souch bhi raha hun tou
woh jinnoun kay darr say hai jo ratun ko daratein hain
q kay bachay khilonooun say bohut khailtein hain
Meray khayal say bachay mujhay santa clause samajhtay hain
abb tasavur karou mai bhung pee raha hun aur sutta laga raha hun
tou phir mai kisi ko ilzaaam Q dun aur kisi ko gaali galouch karun
[beech ki lyrics ghayeb hain - usski urdu nahee ati]
Tum bohut khoobsurat ho
tum mujhay para charhati ho
shakal model jaisi
badun pepsi ko boutal jaisa
Hazraat yahaan say ya tou apnay kaan bund kar lo ya phir khud hi urdu may translation kar lo
mujhay tou ati nahee aur abb beep beep beeeeeeeeeeepp karna munasib nahee issi lye iss ganay ko yaheen khatam kartein hain
khoobsurat larkyaan maafi chahtein hain - aur zyadah jhoot bola nahee ja raha
singer nay tou bola uss ka roza nahee thaa
yahaan kaafi lgoun ka roza hai,
issi lye aagay jana munasib nahe
Tum bohut zyadaaaaaaahh sohni larki ho
tum bohut zyadah sohni larki ho
issi lye yeh kabhi kaam nahee karay ga
tum nay mujhay khud-kash bana dya thaa
jab tum kehti ho yeh khatam ho gaya
sala! itni sohni larkyaannn
woh sirf chahteen hain tum kitchen ka kaam karou
woh tumhay khud-kash bana dein geen
jab woh tumhay bhai kehti hainnnn
seee it wasss in urdu ![]()
![]()