audience : *lagta, hai gaheri chot khayi hai… *
Ki Usse pane ki koi aas nahi hai
Vajah yeh bhi hai, woh dikhne mai kuch khas nahi hai
audience : wah wah…
Usse pane ki koi aas nahi hai
Vajah yeh bhi hai, woh dikhne mai kuch khas nahi hai
aur gold medalist hoti to shayad chal jata,
kambakht woh ek bhi subject mai pass nahi hai…