..Sayee may, or khuch ghamoo k sath sath.....

Sayee may, or khuch ghamoo k sath sath

Sayee may, or khuch ghamoo k sath sath…
zindagi kut he gayee hai, uljhanoo k sath sath…

aaj tak us ki thkhan say dukh raha hai yeh badan…
ik safar may nay kiya tha, khuwahishoon k sath sath…

Kis tarhan khaya hai dhoka, kiya bataoon may tumhay…
dostoon k mashwaray thay, sazishoon k sath sath…

is dafa sawan may teri yaad k badal rahay…
is dafa may khooob roya barishoon k sath sath…

kash phir say looat ayeein, phir wohi bachpan k din…
bhaagna phooloon ki khatir,titliyon k sath sath…

Shehar may kuch loog meray chahnay walay bhi hain…
phool mujh ko lag rahay hain, patharoon k sath sath…

Sayee may, or khuch ghamoo k sath sath....
zindagi kut he gayee hai, uljhanoo k sath sath....

Re: ..Sayee may, or khuch ghamoo k sath sath…

nyc :k:

Re: ..Sayee may, or khuch ghamoo k sath sath.....

thanks