Re: Saya
Nice :k:
Re: Saya
Nice :k:
Re: Saya
kia baat hi ZABARDASR:clap:![]()
KOE TAAWEZ HO RADDEY BALA KA:teary1:
Re: Saya
Kis churail say pyar ker lia .. :p
Re: Saya
Kis churail say pyar ker lia .. :p
ukay paon muray hoye hongay.
Re: Saya
^ hahahaaaaaaa
Re: Saya
Love is blind. Muhabbat main chudail bhi Pari lagti hai… aur jab make-up utar jae to mehbooba Bivi kehlati hai ![]()
Re: Saya
![]()
sahi kaha. main aisay kuch logon ko janta hon jo churailon par fida hain.
Re: Saya
Abhi churail hai tou shaadi kay baad tou dyne ban jaey gi :D
Re: Saya
BTW, agar aap kisi pari ke ishq main mubtala hon aur usse koi dev qaaboo karle ( bole to shadi karle) to wo Pari bhi chudail bun sakti hai, jisse shayar log bewafa keh kar bulate hain :)
Re: Saya
Chudail aur dain main kia farq hota hia Diva Ji ![]()
Re: Saya
Dyne churail ki daddi maa hoti hai …
…saas bhi chaley ga !!!
Re: Saya
app ko to bohat ilm hai iss baray main. koi real experience
ab bolo diva
Re: Saya
Matlab chudail kanwari kanya hoti hai.. shadi ke baad wo her roop main dyne hoti hai..
Boht afsos huwa aap ke khayalaat sun kar ![]()
Re: Saya
:hinna: sach kaha
Re: Saya
Afsoos iss liey kyun kay aap dono kay mazay chakhnay walay hain …afsos tou mujhey bhi ho arah hai per …jo khaey woh bhi pachtaey aur jo na khaey woh bhi..
Re: Saya
mager khana kiya hai. ![]()
Re: Saya
Churail aur dyne ki mix plate ... :p
Re: Saya
Churail aur dyne ki mix plate ... :p
are they halal too?
Re: Saya
I don’t know if they are halaal or not, but they have ability to make you halaal ![]()
Shikari khud yahan shikar hogaya, ye kia ghazab huwa ye zulam huwa… ![]()
Re: Saya
Hahahaaaaaaaaaaaaaaaaaaa … funniest statement ever.