Re: Say whatever you feel like
*Sorry guys, tum logo ka zehan had say ziyada ganda hai, specially u 5abi.
Ye jeem cheem hay shay karna hai to kissi ki journal entry mai ja kar karte haiN , adreesa aunty ki kissi entry mai ja kar 5abi ki jeem , Jaanleva ka chay aur mera Laam, wo sab udhar karte haiN.
TLK, yaar samja in loggoN ko.
Shukriya.*
oye khotay Jeem say Jaani bhi ho sakta hai, tujhe pyaar say bula raha hoon, tu bhi G ka G hi rahay ga :P